![]() |
![]() |
#81 | |
Join Date: Mar 2010
Posts: 12,208
![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() |
![]() Quote:
1) mah ramzaan aap ke mamolat main tabdeeli lata hai ya routine ke mutabik hi kaam hote hain?? Ans: han mah ramzan mamolat main tabdeli lata hai. 2) sahri main kiya khana ziyada pasand hai?? Ans: aloo fry or paratha 3) pahla roza yad hai kiya?? Ans: nahi pahla roza yad nahi hai. 4) kiya roze main ghusa ziyada aata hai?? Ans: han aksar ghusa ziyada aata hai jab sar dard hota hai tab. 5) ghar main sab se ziyada kis se banti hai?? Ans: choti bhen se 6) aap ka pasandida shayer ya shaira?? Ans: main shair o shairi nahi parti. 7) pakistan ke kis kis ilaqe ki seer ker chuki hain?? Ans: lahore, queta, sukker, larkana, karachi 8) ziyada khubsurat kis ilaqe ko paya?? Ans: lahore 9) kis ilaqe walon ko ziyada mehman nawaz paya?? Ans: sindhi or baloch ziyada mahman nawaz hain 10) ziyada sair o tafreeh germiyon main kerne jati hain ya serdion main?? Ans: dono main jis main bhi moqa mil jaye sair o tafreeh mujhe behad pasand hai 11) kiya kabhi baraf bari main sair o tafreeh kerne ka itafaq hua?? Ans: nahi kabhi nahi hua per kerna chahti hon Maaf kijiye ga bhai thora busy hon baki ke jawab baad main don gi
__________________
|
|
![]() |
![]() |
#82 |
Join Date: Mar 2010
Posts: 12,208
![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() |
![]()
Ab bhagne ka kiya faida jab pinjre main phas gayi
![]() ![]()
__________________
|
![]() |
![]() |
#83 | |
Join Date: Mar 2010
Posts: 12,208
![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() |
![]() Quote:
Ans: billi 2) konsa khail acha lagta hai?? Ans: sabhi games pasand hain. 3) konsa khiladi pasand hai?? Ans: koi aik nahi hai bohat se khiladi pasand hai. 4) konsa rang pasand hai?? Ans: red, black, yellow 5) kesa libaas pasand hai?? Shalwar kameez 6) ghuftugu kerne main kesi hai mizah pasand kerti hain?? Ghuftugu kerne main sanjida hon han mizah pasand hai. 7) mukurana pasand hai ya qahqa lagana?? Dono Dil khol ke hasna pasand hai. Umeed hai ke mene sare jawab sahi diye ![]()
__________________
|
|
![]() |
![]() |
#84 |
Join Date: Mar 2010
Posts: 12,208
![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() |
![]()
Han mujhe bhi yahi lagta hai
![]()
__________________
|
![]() |
![]() |
#85 | |
Join Date: Mar 2010
Posts: 12,208
![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() |
![]() Quote:
![]() ![]()
__________________
|
|
![]() |
![]() |
#86 | |
Join Date: Jan 2013
Posts: 252
![]() ![]() ![]() |
![]() Quote:
|
|
![]() |
![]() |
#87 | |
Join Date: Mar 2010
Posts: 12,208
![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() |
![]() Quote:
Ghamandi or selfish س:۔اپنی خوشیاں شیٔر کرتی ہیں یا دل ہی دل میں خوش ہوتی ہیں Share kerti hon sab ke saath. س:۔ لوگوں سے گھل مل کر رہنا پسند ہے یا دور دور رہنا Ghulmil ker rehna ziyada pasand hai. س:۔ عید اور دیگر تہوار کیسی مناتی ہیں؟ Family or frnds ke saath manati un ke saath guzarti hon. س:۔ روز مرہ کی کچھ ایسی عادات بتائیں جس سے ہمیں کچھ سیکھنے کا موقع ملے؟ Kafi mushkil sawal hai. Hmm dosron ka khayal rakhain, compromise karen or khush rahain. س:۔ حال کی کیا مصروفیات ہیں اور مستقبل کے کیا ارادے ہیں؟ Haal ki koi khas masrofityat nahi hain house wife hon kitchen main ziyada waqt guzarta hai, mustaqbil ke bare main socha nahi jis main Allah ki raza us main khush hon. س:۔ فارغ وقت کہاں گزارنا زیادہ پسند ہے؟ Net pe, ghomne phirne main س:۔ طبیعت کے لحاظ سے مشاغل کے بارے میں بتائیں؟ Hmm sorry bhai ye sawal mujhe samajh nahi aaya ![]() س:۔ اگر آپ کو موقع ملے تو پاکستان کے علاوہ کس ملک میں رہنا پسند کریں گی Australia س:۔پورے دن میں کون سا پہر سب سے اچھا[/B]؟ Subah ka pursakoon thanda thanda sakoon milta hai س:۔پسندیدہ خوشبو Koi aik khas nahi hai sabhi achi lagti hain س:۔پسندیدہ پھول Rose, purple or white colour ke phool ziyada pasand hain. س:۔موسم کونسا پسند ہے Bahaar or serdi س:۔ بارش کا موسم کتنا پسند ہے Barish bohat bohat pasand hai barish main bhegna behad pasand hai barish mood pe bohat acha asar dalti hai. س:۔ پسندیدہ موسم میں کیا کرتی ہیں Outing, gane sunti hon, acha pakati hon. س:۔کھانے میں پسنیدہ ڈش Biryani, qorma, kabab س:۔ کیا پسندیدہ کھانا پکا بھی سکتی ہیں؟ Biryani nahi bana sakti pulao bana leti hon qorma kaba ache bana leti hon. س:۔کھانے میں ناپسندیدہ ڈش Aisi koi cheez nahi hai jo pasand na ho sab kha leti hon jo bhi mil jaye. س:۔میٹھے میں کیا پسند ہے؟ Kheer or gajar ka halwa. س:۔ کھانے میں پسندیدہ مچھلی کون سی ہے؟ Fried fish ziyada achi lagti hai س:۔غصہ میں آپ کی مخصوص عادت، مثلا چیختے چلاتی ہو یا بلکل چپ ہو جاتی ہی Dono kabhi chup hon kabhi chekhti chilati hon.
__________________
|
|
![]() |
![]() |
#88 | |
Join Date: Mar 2010
Posts: 12,208
![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() |
![]() Quote:
![]() ![]()
__________________
|
|
![]() |
![]() |
#89 |
Join Date: Mar 2010
Posts: 12,208
![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() |
![]()
Main bhi yahi kehne wali thi
![]()
__________________
|
![]() |
![]() |
#90 |
سبحان الله و بحمده
![]() Join Date: Feb 2011
Location: Saudi Arabia
Posts: 8,494
![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() ![]() |
![]() |
![]() |
![]() |
Bookmarks |
Tags |
вαιвσ, кα, ααρι, ιηтєяνιєω |
Currently Active Users Viewing This Thread: 1 (0 members and 1 guests) | |
Thread Tools | |
Display Modes | |
|
|
![]() |
||||
Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
*** вℓα¢к ρєαяℓ вяσ кα ιηтєяνιєω *** | LaZy PrInCeSs | Interview Section | 84 | 02-11-2013 01:27 PM |